Tu handle kar le gi ha tu strong hai tu bolti hai na main kar lungi akele par sach yeh hai tu thak gayi hai andar se being a strong one again and again ab tu naraz hoti hai khud mann jati hai ha roti bhi hai akele main Weak nahi dikhna na tujhe baat baat pe duniya ko explanation nahi deni apni. Baar baar pe bolti hai ki theek hai. Because tujhe asa lagta hai tari baaton ko samajhne ke liye na kisi ke paas waqt hi nahi hai. Aur na hi tare paas wo vishwas ha , apni baaton ko samjhaane ka, Log tare strong hone ki tareef karte hai na yehi hai lekin tari andar ki thakaan ka na koi mention nai karta Baar baar strong banna na shayad ek majboori si ban gayi hai tare liye abhi. And I think ki har strong ladki ki na ek aisi side hai jo shayad hi kabhi duniya wale samajh paayenge ya shayad hi kabhi duniya wale dekh paayenge. Par main hun tare sath yeh sab akele karne ki koi zarurat nai hai tanvi bhot kuch fucked up ho jata hai ladai main iska yeh matlab nai hai ki voh permanent kharb hua hai nai do no side se hurted hote hai isliye ho jata hai iski wajha se tum Ase karo ye cheeze chupa do ge 3 months se tune mujh se sab chupa liya ha kyu ko ki 3 months se kisi na kisi cheez par kuch ho rha nai maat kar plss yrr